Raat Bhar
Gham ka aalam chhaa raha hai is qadar,
Jee mein aata hai ke bhatke raat bhar.
Chaand dekha tau sukoon aane laga;
Wo akela, hum akele, raat bhar;
Yoon tau raaste mein kai ghar mile;
Uska ghar aaya na lekin raat bhar.
Rafta Rafta zakhm saare bhar gaye,
Dard badhta hee raha par raat bhar.
Jee mein aata hai ke bhatke raat bhar.
Chaand dekha tau sukoon aane laga;
Wo akela, hum akele, raat bhar;
Yoon tau raaste mein kai ghar mile;
Uska ghar aaya na lekin raat bhar.
Rafta Rafta zakhm saare bhar gaye,
Dard badhta hee raha par raat bhar.
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home