On old ghazal tonight - Zindagi mein tau sabhi ... Romance at its peak
Anyhow, coming back to present. this is one of the ultimate romantic ghazal of all times, that touches the strings of the heart in the most tender ways. I have not really more soulful presentation of a ghazal, so romantically sang. Mehdi hasaan, has sung it too well..
Specially, when he says ....
Apne jazbaat mein naghmat rachaane ke liye,
Mainne dharkan ki tarah dil mein basya hai tujhe.
Main tasaawur bhi judai ka bhala kaise karoon,
Maine kismat ki lakeeron se churaya hai tujhe;
Tujhpe ho jaaonga qurbaan tujhe chaahoonga..
Mein tau mar kar bhi .. Meri Jaan, tujhe chaahunga...
Moreover, when I listen to the last stanza... it makes me go zoooooom ,...
Teri har chap se jalte hai khayaalon mein charaag;
Jab bhi u aaye, jagaata hua jaadoo aaye.
Tujho choo loon tau, Ae Jaan-e-tamnaa mujhko,
der tak apne badan se teri khushboo aaye.
( just feel the fragrance )
Tu bahaaron ka hai unvaan, tujhe chahoonga,
Mein tau mar kar bhi meri jaan, tujhe chahoonga.
Pure magic. Ultimate romantic.